REET Exam 2024 Notification
Table of Contents
Jo candidates Rajasthan ke kisi bhi government school mein primary ya upper primary teacher banna chahte hain, unhe yeh pata hona chahiye ki REET 2024 ke Level 1 aur 2 ke liye application form 2024 mein jaldi release hoga. Iske baad, sabhi students online ke zariye apna application form bhar sakte hain.
Agar aap REET Exam 2024 Notification ke baare mein puri information chahte hain, to aaj ke article mein hum aapko REET Exam 2024 ke Notification, Exam Pattern, Syllabus, Important Dates, aur Online Application Form ke Start Date ke baare mein detail mein batayenge. Chaliye, iske baare mein jaan lete hain.
REET Notification 2024 Important Date
Online Application process abhi tak start nhi hua hai jaise hi start hoga aapko update diya jayega tab tak apko wait karna hoga
REET Notification 2024 Overview
Exam Name | Rajasthan Eligibility Examination for Teachers |
Organization Name | Board of secondary Education Rajasthan |
REET Vacancy 2024 | To be informed |
Apply kaise Kare | online |
Exam Mode | Offline |
Exam Pattern | Paper 1, Paper 2 |
Exam Duration | Paper 1: 2 hrs 30 minutes 2: 2 hrs 30 minutes |
REET Notification 2024
REET Rajasthan ki ek important exam hai jiske zariye Rajasthan ke schools mein teachers ki bharti hoti hai. Agar aap bhi REET exam ke date ka wait kar rahe hain, to aapko bata de ke —iska notification bahut jald aane wala hai. Is notification ke zariye aapko yeh pata chalega ki exam kab aur kahaan hoga, aur exam ka pattern kya hoga. Tab tak aapko thoda aur intezaar karna padega.
REET Notification 2024 Eligibility
Primary Teachers ke liye REET 2024 Qualificationca
Intermediate (Std.12) | 50% aur 45% for reserved category |
D.El.Ed (B.ED) | 45% se 50% |
Upper Primary Teachers ke liye REET 2024 Qualification:
Graduation (BA, BSc, BTech, BE, BBA, BCom, etc.) | Minimum 45% se 50% marks ke saath graduate hona zaroori hai. |
D.El.Ed (Diploma in Elementary Education) ya B.Ed (Bachelor of Education): | D.El.Ed ya B.Ed course mein pass hona zaroori hai. |
REET Notification 2024 Application Fees
REET Exam ke liye apply karte waqt candidates ko application fee bhi pay karni hoti hai. Application fee caste category ke anusar alag hoti hai, jo ki niche di gayi hai:
Application Fee:
- Paper-I ke liye:
- General Category: ₹500
- SC/ST/PWD Category: ₹250
- Paper-II ke liye:
- General Category: ₹800
- SC/ST/PWD Category: ₹400
Yeh fee aapko online payment ke zariye submit karni hoti hai jab aap apna application form bharte hain.
REET Notification 2024 Exam Pattern
Agar aap bhi REET ka exam de rahe hain, to aapko yeh jankari hona chahiye ki exam pattern kaise hoga. Jaise ki aapko pata hai, REET ka exam Paper-I aur Paper-II ke format mein hota hai. In dono papers ka exam pattern alag hota hai.
REET Exam Pattern
Paper-I
Subject | Questions | Marks |
---|---|---|
Child Development and Pedagogy | 30 | 30 |
Language-I | 30 | 30 |
Language-II | 30 | 30 |
Environmental Studies | 30 | 30 |
Mathematics | 30 | 30 |
Paper-II
Subject | Questions | Marks |
---|---|---|
Child Development and Pedagogy | 30 | 30 |
Language-I | 30 | 30 |
Language-II | 30 | 30 |
Mathematics/Science or Social Studies | 60 | 60 |
Rajasthan REET Bharti 2024 Apply Online
REET 2024 Information
Category | Details |
---|---|
REET Level 1st Online Apply | Coming Soon |
REET Level 2nd Online Apply | Coming Soon |
RSMSSB REET Notification 2024 PDF | Coming Soon |
Official Website | Click Here |
Telegram Channel | Click Here |
REET Notification 2024 FAQ
- REET Notification 2024 kab release hoga? Ans: REET 2024 ki notification official website par release hogi.
- REET Notification 2024 kaun release karega? Ans: REET notification Rajasthan Board of Secondary Education (RBSE) dwara release ki jayegi.
- REET 2024 ke liye maximum age limit kya hai? Ans: Pichhli REET notifications ke hisaab se, REET exam ke liye koi upper age limit nahi hai.
- REET 2024 ke liye kitne papers honge? Ans: REET 2024 mein do papers honge. Paper-I primary level ke liye hoga aur Paper-II upper primary level ke liye.
- REET 2024 Notification mein kya details milti hain? Ans: REET 2024 ki notification mein exam pattern, syllabus, exam centers aur anya zaroori information di jaati hai.